Karam Karo Ya Sitam Karo Hum Gila Nahi KarteKaram karo ya sitam karo hum gila nahi karte,Fiza me yaqeenan phool khila nahi karte,Mila do khak me hum ko magar khayal rahe hum jaisLog dobara mila nahi karte
Tumhare liyeTumhare liyeKhayalo meLafzo ki ek kayanttSajate hain.HarrojShayro se rumani batainAauliyao se ruhani batainAasiqko se jazbati batainKitabon se dhun-dhun karKarte h zahen me jamaPhir bhiTumhare rubaru hote hiKhul jate h jaise kyi pinjare se.Sare lafzPanchiyon ki tarah udd jate haidud tum....Ek aisa ehsas go mere liyeJiske liyeDunia ke sare lafz kam pad jate hain.
Udaas Lamho Ka Na Koi Malal RakhnaUdaas lamho ka na koi malal rakhnaToofan me bhi apna wajuSambhal ke rakhna, hamare liyPoori zindagi ho aap, baYahi soch kar apna khayal rakhna